TRANSLATE INTO

Thursday, November 4, 2010

meri daastan

log kahte hai har lamha udaas rehta hu mai
par maine to kasam khai hai tum bin na muskurane ki
kai kahte hai mai har pal apna dukhda gaata hu
par meri to aadat hai kuchh na chhupane ki
bas tera hi naam pukarta raha shaamo sehar
aur tujhe laga mujhe saukh hai gazale gungunane ki
mai to bas apna pyar hi jatata raha
kuchh yu laga tujhe ki hame aadat hai baate banane ki
mujhe koi fark nahi padta ab zamane ki soch ka
tere bin parwah kise hai zamane ki.......
"KUMAR"

No comments:

Post a Comment

Followers